7 Asmanon k name and colour.
1. Rafi ( Pani jaisa)
2. Qaydoom( tanbay jesa)
3.Madoon( Peetal jesa)
4. Arfaloon( Chandi jesa)
5. Hayoon( sonay jesa)
6. Aroos ( Yaqoot jesa)
7. Ajma ( Safed moti)
_________________________
Jannat Mangnay ki dua:
1. Rafi ( Pani jaisa)
2. Qaydoom( tanbay jesa)
3.Madoon( Peetal jesa)
4. Arfaloon( Chandi jesa)
5. Hayoon( sonay jesa)
6. Aroos ( Yaqoot jesa)
7. Ajma ( Safed moti)
_________________________
Jannat Mangnay ki dua:
'Allahuma inni Assalukal jannah'
Dozakh se doori ki dua:
'Allahumma ajirni minannaar'
----------------------------------------
Mujhse Mumkin hi nhi tujh ko samajhna YA RABB...!!
Jis ka Banda ho ALI (A.s) sa wo KHUDA kya hoga.!
----------------------------------
Ø “Adalat karni hai hai to “MUHAMMAD” S.A.W.W se seekho,,
Sakhawat karni hai to “ALI” a.s se seekho,,
Ghar chalana hai to “FATIMA” s.a se seekho,,
Dushman ko Jhukana hai to “HASSAN” a.s se seekho,,
Sir katana hai to “HUSSAIN” a.s se seekho.
*************************************************
Ø “Bara Nuksan hota hai jahan mein Bughz-E-HAIDER a.s se,,
ALI a.s ki Dushmani Chehron ki Ronaq cheen leti hai”.
ALI a.s ki Dushmani Chehron ki Ronaq cheen leti hai”.
*************************************************
Ø Allah sy Muhabat ki 3 Alamaat
Ø Allah sy Muhabat ki 3 Alamaat
1. Tanhai Me b us sy Haya karma
2. Maal ki kami k bawajood uski Rah me sarf karna
3. Naiki ki dawat dena
*************************************************
Ø “Har aek ki kaby mn wiladat nhi hoti,
Nabiyon ko bhi hasil ye Sa’adat nahi hoti,
Dost na rakhna kabhi Dushman e ALI a.s ko,
Is Jurm mn Mujrim ki Zamanat nahi hoti”.
Nabiyon ko bhi hasil ye Sa’adat nahi hoti,
Dost na rakhna kabhi Dushman e ALI a.s ko,
Is Jurm mn Mujrim ki Zamanat nahi hoti”.
*************************************************
Ø Ishq Shabbeer k sanchay main mujhe dhala hai,
Hun Azadar to mayyar mera Aala hai,
Jaan de dunga Aza e Shah e Wala k liye,
Meri MAA ne mujhe Matam k liye paala hai.
Hun Azadar to mayyar mera Aala hai,
Jaan de dunga Aza e Shah e Wala k liye,
Meri MAA ne mujhe Matam k liye paala hai.
*************************************************
Ø “Islam ki bhayanak History”,
10 Hijri : “150,000 Muslims”,
11 Hijri : “Rasool-E-Pak PBUH k JanaZay main shareek faqat 7 Musalman”,
11 Hijri : “Janab-E-Fatima s.a k JanaZay main Shareek faqat 9 Musalman”,
48 Saal baad “Imam-E-Hassan a.s k JanaZay main faqat 13 Muslims” Aur
61 Hijri : “Imam-E-Hussain a.s k JanaZay main Ek bhi Musalman shareek na tha”.
*************************************************
Ø “Ali ka adna Ghullam hun, Sawab le kar main kya karunga,
Hai Hubb-E-Haider se Dil Moattar,
Gullaab le kar main kya karunga,
Lahad main aaya tha jo Farishta ye keh k MOHSIN chala gaya,
Likhi hai NAAD-E-ALI Kafan pe,
Hissab le kar main kya karunga.
Hai Hubb-E-Haider se Dil Moattar,
Gullaab le kar main kya karunga,
Lahad main aaya tha jo Farishta ye keh k MOHSIN chala gaya,
Likhi hai NAAD-E-ALI Kafan pe,
Hissab le kar main kya karunga.
*************************************************
(BEHLOL NAMA)
Ø “Kaha Behlol se aa Harun ne meri khatir ye Dewangi chor dai,
Shehr e Baghdad k har Wasi Chok pe Zikar e Aulad O Aal E Nabi chor dai,
Takht le Taaj le Bakht le Raaj le,
Aal E Imran ki Bandagi chor dai,
Mujhse Beshak Wazarat ki Kursi bhi le Par ye Sadaat ki Nokrri chor dai”,

JAWAB-E-BEHLOL
“Main chor dunga Hussain a.s ki Nokrri, Mere Andaz ki Zindagi Dhoond dai,
Hai mera kaam Jannat k Ghar bechna Is se Achi koi Nokrri Dhoond dai”.
Hai mera kaam Jannat k Ghar bechna Is se Achi koi Nokrri Dhoond dai”.
************************************************
Ø “Aashiq E Aal E MOHAMMAD Hazrat Abuzar riwayat karte hain k Paighambar E Islam S.A.W.W ne farmaya: Qayamat kai Roz Dushman E ALI a.s ko Andha Aur Goonga kar k laya jaye ga wo zulmaat e Qayamat sai gira prta aur uthta rahy ga aur yaad karta rahega kahy ga…
(YA HASRATAL ALA MA FATARAT FI JUNB ILLAH) Yani haye Afsos kai main nai Wilayat E Mohammad O Aal E Mohammad ki Taqseer ki. Iski Gardan main Aagg ka Toq hoga.
Ref=(Hayat Ul Qalob J,3 B,2 ba hawala Asbat E Imamat Pg,365)
************************************************
Ø “Aal e Nabi a.s se agar Wafa karoge to Dunia tum se Wafa karegi,
Manao ge agar SHABEER a.s ka Gham to Bint e Zahra s.a Dua kare gi,
Chor kar jhoote Rehbar Aao Kambar…
Ali a.s k Dar par Imam Abu Tuarab hoga to Kabar ki matti bhi HAYA karegi”.
Manao ge agar SHABEER a.s ka Gham to Bint e Zahra s.a Dua kare gi,
Chor kar jhoote Rehbar Aao Kambar…
Ali a.s k Dar par Imam Abu Tuarab hoga to Kabar ki matti bhi HAYA karegi”.
*************************************************
ALI WALO KO KARBALA DHOONDTI HAI,
BAHATTAR KA JANNAT PATA DHOONDTI HAI,
TUMHARI NIGAAHON ME MARQAZ HAI KAABA,
HAMARI NAZAR TOH KARBALA DHOONTI HAI..
BAHATTAR KA JANNAT PATA DHOONDTI HAI,
TUMHARI NIGAAHON ME MARQAZ HAI KAABA,
HAMARI NAZAR TOH KARBALA DHOONTI HAI..
************************************************
Dil ki mehfil ko sajao YA ALI (AS) kehny k baad
Munkaron ka dil jalao ya ALI (AS) kehny k baad
BAAR GAH E RUB main hun ge sub duain mustajib
Apny hathun ko uthao YA ALI(AS) kehny k baad
Majlis o mehfil ki zeenat hai YA ALI(AS)
Her KHUSHI her GHUM manao YA ALI(AS) kehny k baad
SALAM YA ALI(AS) MADAD
****************************************************************Hayat lamha ba lamha karam HUSSAIN(a.s) ka h,
Nijat ka h wasila t0 ghum HUSSAIN(a.s) ka h,
Nishan-e-Sajda na takra Nishan-e-Matam se,
Namaz parhte h0 ye b karam HUSSAIN(a.s) ka h,
ye keh kar ch0r diya Qabar me farisht0n ne,
na denge ghum isay pehle hi ghum HUSSAIN(a.s) ka he..
******************************************************

Chasham-e Nabi (saww) ke Khuwab ko kehte hain Syeda (s.a.) –
Ismat ke Aftab ko kehte hain Syeda (s.a.) –
Moun Bolti Kitab ko kehte hain Syeda (s.a.) –
Ya Yun kitab ki Tafseer ban gayi –
Lafzoon mai Dhal ke Aaya-e Tatheer Ban Gayi ;
*******************************************************************Ismat ke Aftab ko kehte hain Syeda (s.a.) –
Moun Bolti Kitab ko kehte hain Syeda (s.a.) –
Ya Yun kitab ki Tafseer ban gayi –
Lafzoon mai Dhal ke Aaya-e Tatheer Ban Gayi ;
Raazia (s.a.), Marzia (s.a.), Batool (s.a.) hain aap, Aap Siddiqa (s.a.),
Tahira (s.a.), Zehra (s.a.) - Aaj ka jashn aap say hai mansoob -
Aaj har lab pay hai sada - Ya Zehra (s.a.) Ya Zehra (s.a.)
*****************************************************************
Hukm-e- khuda say choome qadam Syeda k jab...
Banjar zameen arab ki gulistan bangayee...
Utri thi jo kitab Khuda k Rasool per..
Zehra A.S usi kitaab ka unwaan ban gayee..
Banjar zameen arab ki gulistan bangayee...
Utri thi jo kitab Khuda k Rasool per..
Zehra A.S usi kitaab ka unwaan ban gayee..
****************************************************************
Fiza-e jannat main bhi hamaisha nasheest un hi saji rehay gi,, tamam ahlay wila ka mirkaz NABI(PBUH) ki bara dari rehay gi,, jo phool shakhoon say gir bhi jain to un say khushbo juda na ho gi ... jo hum marain bhi to zehan o dil main ALI(A.S) KI KHUSHBO BASI REHAY GI
***************************************************************