§ “Aal e Mohammad S.A.W.W K Doat Ko Dost Rakho Agar Che Wo Gunahgar Kyun Ma Ho Aur Mohammad S.A.W.W Dushman Ko Dushman Rakho Agar Che Wo Bara Namazi Aur Bara RozaDaar Hi Kyun Na Ho”. Imam Jafar Sadiq a.s Hawala Al-Qatra Jild 2, P 80.
§ “Main aur ALI a.s aur FATIMA s.a aur HASSAN a.s O HUSSAIN a.s aur HUSSAIN a.s Ki Nu (9 Imam) Olaad Sab PAK O PAKEEZA aur MASOOM Hain”. Tafseel k liye Ref (Al-Quran Sura Nessa Ayat 59 Ka Hashia) + Book ref: Moadda tul Qurba , 258, 10.
§ Ref: Sahee Bukharri (abu Abdullah) , jild Awal, Page 1082 , Line 12 Likha Hai K “REHMATALIL AALAMEEN, KHATAMUN NABEEN, SARWAR E DO AALAM, MEHBOOB E KHUDA HAZRAT MOHAMMAD MUSTAFA S.A.W.W Mimber Pe Tashreef Farma Thay IMAM HASSAN a.s Pehloo Me Thay RASOOL E PAK S.A.W.W Kabhi Logon Ko Dekhty Kabhi IMAM HASSAN a.s Ki Taraf Aur Farmate “Ye Mera Beta Hay Aur Musalmano Ka Sardar Hai”.
§ “Ye jitney Shah o Tawangar Dikhai Detay Hain, Sabhi HUSSAIN a.s K Nokr dikhai dete hain, Kabhi Farishtay Zameen par Nazar nahi aatay, Magarr HUSSAIN a.s k Dar par dikhai detay hain, HUSSAIN a.s Teray Sipahi Ajeeb Shaan k hain, Sab Apni Zaat main Lashkar Dikhai daity hain, ALI a.s k Dar k Gadagar bhi Mojzaagar hain, Fakeer ho k Abu-Zar dikhai detay hain, Na janay kis say bani Khaak-e-Karbala Shahzad,, K is k Zarray bhi Gohar Dikhai daite hain.

No comments:
Post a Comment